Bhegi bhegi bhegi Lyrics – Thakshak
Lyrics: Bhegi bhegi bhegi
Film: Thakshak
Music: A. R. Rahman
Lyricist: Mehboob
Bhegi bhegi bhegi jadu bhari
Lamhon ki ye ratein
Bhegi bhegi bhegi jadu bhari
Lamhon ki ye ratein
Dekho karne lagi hon
Main bondon se batein
Bondon se batein
Bondon se batein
Main bondon se batein
Bondon se batein
Main bondon se batein
Bhegi bhegi bhegi jadu bhari
Lamhon ki ye ratein
Dekho karne lagi hon
Main bondon se batein
Rimjhim rimjhim …
Maina pocha bondon se
Maina pocha bondon se
Sach sach bolo hai raz kya
Yon barse ghata kis gam mein
Kehne lage ye to as hai
Kisi ki chah mein khushiyon ke
Parwat ki dewani vo
Barse ghata mastani vo
Mujhpe bhi hai dewanapan kisika
Dekho karne lagi hon
Main bondon se batein
Bondon se batein
Bondon se batein
Main bondon se batein
Bondon se batein
Bhegi bhegi bhegi jadu bhari
Lamhon ki ye ratein
Dekho karne lagi hon
Main bondon se batein
Sandhi sandhi khushbo hai
Sandhi sandhi khushbo hai
Rimjhim rimjhim bondein girein
Kaisi mehek uthi hai zamen ye
Badal ne chalkaya hai pyar
Dekho bekarar zamen pe
Mujhpe bhi barsaya hai
Mujhko bhi mehkaya hai
Chalkaya pyar kisine mujhpe bhi
Dekho karne lagi hon
Main bondon se batein
Bondon se batein,
Bondon se batein …
Bondon se batein
Main bondon se batein
Bondon se batein
Bondon se batein …