Lyrics Database

Huge lyrics collection

Hindi Lyrics

Lyrics: Jaise radha ne
Film: Tere Mere Sapne
Music: S D Burman
Lyricist: Gopaldas Saxena
 
Jaise radha ne mala japi shyam ki 2
Main ne odhi chunariya tere nam ki
Tere nam ki ho piya, tere hi nam ki
Radha ne

Prit kya judi
Prit kya judi, dor kya bandhi
Bina jatan bina yatan ho gai main nayi
Bina mol ki main biki, bina dam ki
Radha ne

Kya tarang hai
Kya tarang hai, kya umang hai
More ang ang racha pi ka rang hai
Sharm ai, kaise kahun bat shyam ki
Radha ne

Pa liya tujhe, pa liya
Pa liya tujhe, pai har khushi
Chahun bar bar chadhun teri palaki
Subah sham ki ye pyas bade kam ki
Radha ne

Tagged:

LEAVE A RESPONSE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Posts