Chori bazari do Lyrics – Love Aaj Kal
Lyrics: Chori bazari do
Film: Love Aaj Kal
Music: Pritam Chakraborty
Lyricist: Irshad Kamil
Chori bazari do naino ki
Pehle thi adat jo hat gai
Pyar ki jo teri meri
Umra ai thi woh ghat gai
Duniya ki to phikar kahan thi
Teri bhi ab chinta ghat gai
Tu bhi tu hai mein bhi mein hon
Duniya sari dekh ulat gayi
Tu na jane mein na janu
Kaise sari bat palat gai
Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
Ghate ghate lo yeh ghat gayi
[tarif teri karna
Tujhe khone se darna
Han bhul gaya ab tujhpe din mein char dafa marna] x 2
Pyar khumari utari sari
Baton ki badli bhi chat gayi
Hum se main pe aye aise
Mujhko to mein hi mein kat gayi
Ek hue the do se dono
Dono ki ab rahein kat gayi
Na re nana re
Na re nana re
Ab koi fikar nahi
Gum ka bhi zikar nahi
Han hota hon mein jis raste pe
Aye khushi wahin
Ajad hon mein tujhse
Ajad hai tu mujhse
Han jo je chahe
Jaise chahe karle raj yahin
Laj sharm ki choti moti jo thi dori
Woh bhi kat gai
Chauk chaubare gali molhale
Khol ke main sare ghonghat gai
Tu na badli mein na badla
Dili sari dekh badal gai
Ek minute mein duniya dari ki
Sari samaj nikal gai
Han rang biranga pani pe ke
Sedhi sadhi kudi begad gayi
Dekh ke mujhko hasta gata
Sadh gai yeh duniya sadh gai
Na re nana re
Na re nana re