Balam pichkari jo Lyrics – Yeh Jawaani Hai Deewani
Lyrics: Balam pichkari jo
Film: Yeh Jawaani Hai Deewani
Music: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh bole re zamana kharabi ho gayi
Mere ang raja, jo tera rang laga
Toh sedhisadi chori sharabi ho gayi
Itna maza, kyun a raha hai
Tune hawa mein bhang milaya
Itna maza, kyun a raha hai
Tune hawa mein bhang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hai
Ankhon se metha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chal kaise nawabi ho gayi, toh?
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh sedhi sadi chori sharabi ho gayi
Ha jeans pahen ke jo tune mara thumka
Toh lato padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Teri kalai hai, hathon mein ayi hai
Maine maroda toh lagti malai hai
Mehenga padega ye chaska malai ka
Upvas karne mein teri bhalai hai
Ho bindiya teri mehtabi ho gayi
Dil ke armanon mein behisabi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh sedhi sadi chori sharabi ho gayi
Ha jeans pahen ke jo tune mara thumka
Toh lato padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Kyun ‘novacancy’ ki, hothon pe gali hai
Jabki tere dil ka kamra toh khali hai
(kamra toh khali hai…)
Mujhko pata hai re
Kya chahata hai tu
Boli bhajan teri
Neyat qawali hai
Zulmi ye hazirjawabi ho gayi
Tu toh har tale ki aj chabi ho gayi, toh?
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh sedhi sadi chori sharabi ho gayi
Ha, jeans pahen ke jo tune mara thumka
Toh lato padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Han, bole re zamana kharabi ho gayi
Han, bole re zamana kharabi ho gayi…