Yeh main kahan Lyrics – Shararat
Lyrics: Yeh main kahan
Film: Shararat
Music: Sajid – Wajid
Lyricist: Sameer
Yeh main kahan ake fas gaya
Na josh hai nahin shor hai
Yeh main kahan ake fas gaya
Na josh hai nahin shor hai
Do hi gadi mein gabra gaya
Yahan zindagi badi bore hai
Aye nazar na koyi rasta
Kin se pada hai mera wasta
Samaj mein kuch bhi
Aye na main kya karu bhala
Koyi jane na yaron ke bina
Khoya khoya sa main rahun
Yad a rahe bite din muhje
Kaise yeh ghytan main saho
Dekho to ghar se
Achcha sa jail hai
Tum sare rahte jahan
Na koyi khwab hai na
Koyi rang hai na
Koyi hai dastan
Nend se jago
Sath mere bhago
Mushkil hai jena yahan
Pocho zara hai kaisi zindagi
Jaise jiyo hai waisi zindagi
Jahan hai ghum wahan hai
Khushi yeh soch tu zara
Yeh main kahan ake fas gaya
Na josh hai nahin shor hai
Nafraten yahan rukti hi
Nahi is duniya mein pyar hai
Begana hai yahan koyi bhi
Nahi aisa yeh parivar hai
Dharti ke god mein
Yeh apna swarg hai
Has ke yahan rehte hai hum
Hai unche hosle
Umiden bhi hai jawan
Humko na yahan hai koyi ghum
Nadan hai bacha hai
Akal ka tu kachcha hai
Tujhko nahin kuch bhi pata
Budhe ped hao kuch na paoge
Jhuko ge na jo tum to tut jaoge
Na zid karo re man lo
Yeh kehna tum mera
Ati jati hai mushkile badi
Har hum kabhi man te nahin
Jan jaoge man jaoge
Tum abhi hame jante nahin
Yeh batayenge beta kal tuhje
Bodhe ped hi dege fal tuhje
Buzurgon ki jo na sune
Woh roye bad mein
Yeh main kahan ake fas gaya
Na josh hai nahin shor hai